Apna chhota business start karo — ghar baithay, apne liye aur apni family ke liye.”

Chahe investment ho ya na ho, hum aapko step by step guide karenge.

Eman ek normal family se thi, hamesha ghar ki zimmedariyon mein busy, apne liye time aur income zero. Bohot arsay tak woh stuck rahi, na samajh paayi ke business kaise start kare.

Course join karne ke baad usne step by step seekha ke chhoti investment ya bilkul zero se bhi shuru kiya jaa sakta hai. Aaj Eman apne khud ke kharche nikalti hai aur apni zindagi apne control mein rakhti hai.

Agar Eman kar sakti hai, toh aap bhi kar sakti hain.

Meri Kahani — From Zero to Business Owner

Main bhi shuruat main confuse tha, paisay kam thay aur options limited. Lekin seekhne aur try karne se maine apna business banaya. Aaj main aap ko wohi shortcuts aur tariqay sikhana chahta hoon jo maine apni journey main seekhe. Agar main kar sakta hoon, toh aap bhi kar sakti hain.

Enroll Now!

Trusted by 10,000+ Happy Students

Daniyal Khan from the Litskin official store, and I can confidently say this course is worth trusting. I enrolled for just 999 Rs, and it helped me tremendously. Before this, I had purchased multiple courses that never delivered any real value. This one, however, exceeded my expectations. I highly recommend it to anyone looking to build a career in the digital world, especially in Facebook Ads and Shopify.”

Zayneb, Student

Enroll Now!

Why Ghar Baithay Women Feel Stuck

Apna income source nahi hota, sirf ghar ke kharche sambhalna. Business start karna lagta hai mushkil aur mehnga. Zyada log samajhtay hain ke ghar wali aurat sirf khana paka sakti hai, business nahi

Small Business — Big Change

Is course main aap seekhenge keise ghar baithay simple products sell kar ke apna chhota business start karna hai. Investment ho toh bhi aur agar na ho toh bhi — dono tariqay hum sikhayenge. Ye aap ke liye ek naya earning source ban sakta hai.

What You’ll Learn

Module 1

Small business ideas jo ghar walon ke liye easy hain

Module 2

Kaise zero ya chhoti investment ke saath shuru karna hai

Module 3

Products ko online aur offline sell karna

Module 4

Business grow karna aur apna brand banani

1 of 5
  • Kya mujhe tech skills chahiye?

    Nahi, sab simple step by step hai.
  • Sirf mobile se ho sakta hai?

    Haan, mobile/laptop dono se.

  • Kitna waqt dena hoga?

    Roz thoda sa, apne time ke mutabiq.

  • Kya mujhe experience chahiye?

    Nahi, beginner friendly hai.

  • Agar investment na ho toh?

    Zero investment business ideas bhi cover hain.

Apna business, apni pehchaan.

Ab waqt aa gaya hai ke aap sirf ghar ka khayal hi na rakhein, balkay apna ek income source bhi banayen. Ye sirf ek course nahi — ek nayi zindagi ki shuruat hai

Contact form